Source: Nasir Rajput
Aslamo Alaikum , Wah safi mian wah, zaberdast, bohat maza aya artikl purh kar. Allah apko khush rakhe ke ap ne mujhe khush kar diya. All Tala humarey hum watnoon ko aqal aur hosh ke nakhun day,aur woh waqt ki awaaz ko pehchaney warna pichli qoomoon ki tarah safahe Hasti say mita diye jaeyn gay. Iqbal ka aik shair hay. Naa sumjho gay tu mit jao gay aey Hindustaa waloo … Tumhari dastaan tak bhi na ho gi dastanoo men. Hindo qoam ne Iqbal ke is shair ko sumjha aur usper amel kia, aur aj duniyaa ki Noween bari taqat bunkar duniyaa men aik muqaam paya aur humarey musalmono ne Islam dushmani men apna ap mitaa diyaa, aisi shaitaan say mohabat nibhai ke shaitaan hi ke ho kar reh gay. Ufsoos sud Ufsoos. Allah Tala Paistan ko in zalimoo say buchaey, aur qoam ko aqal atta farmaey ta keh woh Islam ki asal shakal ko pehchaney aur Afiat ke Akhari Hisaar main aa jaen. Amin. Allah Tala apko bhi sehat wali lambi umer atta farmaey ke ap bhi apne Ahmadi hone ka Haq adda kar rahe hain. Allah apko khus rakhe. Ameen. Apni dowaon men umain yad rakha karo. Allah Tala buchoo ki dowaen Maa Baap ke haq men jaldi qabool farmata hay.
Waslaam apka CJ N.Rajput.
To read the actual article click HERE. But only in Urdu.