5 replies

  1. Alhamdolillah, after the memorably great and spiritually highly elavating ‘Jalsa Salana’ of Germany, USA and Canada, now the stage is set for the 46th Central (International) Jalsa Salana of UK being held, Insha’Allah, for the three blessed days from 7th to 9th, September 2012, at Hadeeqatul Mahdi. Congratulations to the UK Jamaat for this unique occasion and blessed annual Get-to-gather, Jalsa Salana function. May God also bless all the fortunate participants from all parts of the world, and we sincerely greet them for the special honor God Almighty has bestowed on them. Plz do also remember in your prayer, all those who are viewing this historical Jalsa on MTA and specially pray for the Pakistani Ahmadis that the next years’ the Central Jalsa Salana is held in Rabwah with all of its glorious traditions. It is the collective hope and wish of all the Ahmadis through out the world that the original spiritual,central status of Rabwah is restored and all the rituals and Annual gatherings of the Jamaat and other subordinate organisations are being held again with the blessings of God almighty. Ameen, Ya Rabbul’Alameen, Ameen.

  2. Hamari itni to hasiyat nahi maali lehaaz se ke tamaam dunya me jaa ke jalsa hae salana shirkat kar saken. Lekin Khuda`tala ka laakh shukar he, ke MTA international ki nemát ke badolat jitni Jamaaton ke Jalse dekhne ka moka milta he, bila mubaligha Jalsa Salana UK haqeekatan alamgeer Jalse ki hesiyat rakhta he. Sab se bhari waja to Huzuur-e-Anwar abta ki London me riha`esh he or ishi barkat ki wajha se har medan, har programme or har lehaaz se Jalsa Salana UK ko jo infraadiyyat hasil he. Baa Khuda wo kisi or ko nahi. Hamare paas alfaaz nahi jinse Jamaate Ahmadiyya UK ka shukriya ada kia jaa sake, ke Khuda aap par mehrbaan he or Khalifa-e-Waqt ki baraah-e-raast shafqat or mohabbat se hissa paa rahi he. Ek Waqt tha ke Rabwah se tajarba-kaar log UK or dusre Mumalik me Jalson ke in-e-qaad men madat karte the, lekin aaj men yeh kehne me koi harj mehsuus nahi karta ke aap logon ne Khalifa-e-Waqt ki barah-e-raast Hadayat or Training ki roshni men jo Tarbiyyat pai he Dunya aap logon se madat legi. Mubarak Sau Mubarak!!! Mubarak Sau Mubarak!!! Mubarak Sau Mubarak!!!

Leave a Reply to Qamar Ahmad Zafar & Hala Qamar ZafarCancel reply